Family Tree (Shajra -E- Nasb) Of Prophet Muhammad PBUH
Hazrat Mohammad S.A.W.W bin
Abdullah bin
Abdulmutlib bin
Hashim bin
Abdulmunaaf bin
Qusayi bin
Kilaab bin
Murrah bin
Kaa,ab bin
Luwayyi bin
Ghalib bin
Fahar bin
Malik bin
Nazar bin
Kanana bin
khuzaima bin
Mudriqa bin
Ilyas bin
Muzar bin
Nazaar bin
Mu,aad bin
Adnan bin
Awad bin
Hamaisa bin
Salman bin
Aooas bin
baoos bin
Qamwal bin
Udaie bin
Awam bin
Nashit bin
Hizza bin
Baldaas bin
yadlaaf bin
Tabikh bin
Jhaim bin
Nahish bin
Maakhi bin
Aazi bin
Akbar bin
Aba,e bin
Abdua bin
Hamdan bin
Samber bin
Yasrawi bin
Yahzan bin
Yalhann bin
Irawaa bin
Azi bin
Zeeshan bin
Israr bin
Aqnaad bin
Ehaam bin
Muqassar bin
Nahib bin
zarah bin
sami bin
Mazi bin
lwass bin
Iraam bin
Qitaar bin
Hazrat Ismael AS bin
Hazrat Ibrahim AS bin
azar Nahoor bin
Saroosh bin
Ra,oor bin
Fahish bin
Aadir bin
Arqafshar bin
saam bin
Hazrat Nooh As bin
Lamik bin
Matushaalah bin
Hazrat Idrees AS bin
Yaar bin
Malhan,ne bin
Kinan bin
Anoosh bin
Hazrat Shees As bin
Hazrat Adam AS
TariQ Jameel sahib k bayan se aik iqtebaas
0 step maiN 1,24,000 ambeya AS
aisaa iss liyeh bhi mumkin hai k...
1. pahlay aik insaan ki age 800-900 saal to 'known' hai... iss 'known' age say qabal
omraiN iss say zeyadah bhi hoti hongeeN...ketni zeyadah, yeh kissi ko nahi maloom
2. pahlay zamaanay maiN dunyaa aik 'global-village' nahi thaa... sirf chan sau saal qabal
zaraa.ay amd o raft intehayee mahdood thay... insaan yaa to paidal chalta thaa, yaa
janwarouN par sawaar hokar yaa kashtiyouN k zariyah...... issi liyeh issi aik zameen par
bay shumaar alag alag dunyaa.aiN qaaim theeN.
3. pahlay aik saath aik say zeyadah nabi bhi ayaa kartay thay... balkay 2 bhai ka Nabi
honaa to 'maloom' bhi hai
4. pahlay Ambeyaa AS sirf apnay "maloom jugrafiyayee elaqay" k liyeh aur mahdood
waqt k liyeh howaa kartay thay........ aj 2 sau say zayad countries maujood haiN. aur
country aik mokammal ikayee ki haisyat rakhta hai (illah masha Allah).... jab aj naql o
hamal k iss taraqqi yaaftah daur maiN 200 ikayiyaaN hosakti haiN to aj say 2 hazaar saal
pahlay (qablay maseeh k zamany tak) 500, 1000 yaa zayad aisee ikaayiyaaN bhi hosakti
haiN, jo apni apni jagah aik mahdood see ikayee ki hasiyat rakhti ho aur jo doosri
ikaiyyouN say siray say naa.waaqif bhi ho
5. Allah k irshaad hai k hazrat Adam AS taa hazrat Muhammad AS dunyaa maiN koi
aisee qaum (tab ki jugrafiyaayee ikayee) nahi aayee jin par koi Nabi /rasoo nah bheja
gaya ho...
6. ab agar farz karlia k qabl maseeh dunyaa maiN 1000 'qaumaiN' abaad theeN to bayak
waqt 1000 ambeya AS to maujood hongay... 80 nasloun maiN 80,000 ambeyaa to issi
taarh hogayee.... jabkay aik waqt maiN aik jagah aik say zayad ambeyaa bhi aa ay.... to
iss tarah 1,24000 ambeyaa ka 80 naslouN k dauraan mab'oos hona koi "ghair qali" baat
nahi.
PS: mujhay nahi maloom k above shajrah ka asal source kia hai aur woh ketna authentic
hai.......... magar maiN sirf yeh baat kahnay k liyeh aayaa thaa k aqlan 80 step maiN
1,24,000 ambeyaa ka honaa 'mumkin hai
Bewaqoof Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 225 Post: 3582 Age: 36
Posted on:1st May 2010, 1:57am
Pahelii boojhne wale
re: " 6. ab agar farz karlia k qabl maseeh dunyaa maiN 1000 'qaumaiN' abaad theeN to
bayak waqt 1000 ambeya AS to maujood hongay... 80 nasloun maiN 80,000 ambeyaa to
issi taarh hogayee.... jabkay aik waqt maiN aik jagah aik say zayad ambeyaa bhi aa ay....
to iss tarah 1,24000 ambeyaa ka 80 naslouN k dauraan mab'oos hona koi "ghair qali" baat
nahi."
mubarak ho myrizvi sahib ne aik bari paheli boojh lii keh 80 steps mai 1,24,000 anbia
AA kaise aagaye. ab aik aur pahelii boojhna baaqi reh gaya hai keh kia Hazoor (PBUH)
se qabal iss zameen per inssani naslo'n ki taadad sirf 80 thii? Umeed hai keh myrizvi
sahib iss pahelii ko bhi bari khoosh aslobii se boojh le
Nabi pak salalaho alehay wasallam ki bakriyoN k naam
Nabi pak salalaho alehay wasallam k ghar sham k waqt 9 (nine) bakriyoN ka doodh jata
tha un k naam
1- Ajwah
2-Suqiyah
3-zam.zam
4-baara.ka
5-warsa
6-Itlaal
7-Itraaq
8-Qama.rah
thay. Qama.rah Nabi pak salalaho alehay wasallam ki zindagi maiN hi fot hogai thi aur in
ko chara.Nay wali ka naam Umme Aiman tha
Jin pe Nabi pak salalaho alehay wasallam ne sawari ki
OnToN k naam
Nabi pak salalaho alehay wasallam ne 2 oonToN pe sawari ki
1-salaq
2-asqar
khachroN k naam
1-fiw.wah . is pe baith kar Hazrat Ali RA ne Kha.waa.rish k khilaaf No.sher.waan ji jang
laRi.
2- dul.dul.
gadhoN k naam
1-Ofeir
2-ya.foor. yeh woh gadha hae jab Nabi pak salalaho alehay wasallam ki wafaat hui tou
pooray Madeenah ki galiyoN maiN rota phir raha tha aur aik kun.weiN (well) mai gir kar
jaan de di.
OonTniyoN k naam
1-jad.aa
2-qas.waa
3-shah.baah
4-Iz.baah . jab Nabi pak salalaho alehay wasallam ki wafaat ui tou is ne khana peena
choR diya aur rotay rotay bhook piyas se fot hogai.
Sources: From Adam to Muhammad by Abdur Rehman Shad (Kazi
Publications, Lahore)
has Quran references but no hadith references
Usborne Encyclopedia of World History
Prophet Tree Poster in Arabic with age/date refs from Kitab Al
Aqidah Ila Salamiyat by
Sheikh Abdurrahman Habnakah
Prophet Date Age Location Notes
1 Adam
950-
1000
years
old
2 Sheth
912
years
old
3 Idris/Enoch
83 Migrated to Egypt
years
old
4 Nuh/Noah 3900bce-
2900bce 950 Iraq
years
15,000bce- old
8000bce
5 Hud sent to Bani 'Ad
2500bce- 150 South Arabia ('Ad are
2200bce years descendents of
old Sam)
grave is in
Hadramut in
Yemen
6 Salih
2000bce- 58 Wadi al Qura & al Hajr sent to Bani
1900bce years between Syria and Thamud
old Hijaz (Thamud is
grandson of Sam)
7 Lut/Lot lived in Ur,
1861bce- 175 Mesopotamia (nephew of
1687bce years Ibrahim)
old died in Palestine &
buried at Bani Naima
near Hebron
8 Ibrahim/Abraham 1761bce- 175
1686bce years Mesopotamiamigrated
old to Palestinemigration
1950bce to Meccaburied in
175 Hebron
years
old
9 Isma'il/Ishmael
Mecca
1 Ishaq/Isaac 178-
0 1761bce- 180 died in Hebron
1581bce years
old
180
years
old
1 Ya'qub/Jacob 1800bce- 147 born in Canaan
1 1653bce years (Palestine) and settled
old in Egypt
1900bce
140 buried in Hebron
years
old
1 Yusuf/Joseph 1610bce-
2 1500bce 110 was a slave in Egypt
years
1600bce old
1 Shuaib
3 1600bce- Northern Arabiasettled sent to the
1500bce? in Hadramautburied in descendents of
Shaban near Valley of Midian
Ibn Ali
1 Musa/Moses 1436bce-
4 1316bce 120 born in Egypt, flee to
years Midian, back to Egypt,
1250bce old emigrated to Palestine
1 Harun
5 1439bce- 122 Jerusalem rules Jerusalem
1317bce years after rule of
old Goliath
1 Dawud/David 1043bce- 70
6 973bce years Buried in Jerusalem
old
1043bce-
973bce 70
years
old
1 Sulayman/Solomon 985bce- 53
7 932bce years Born in Jerusalem Rules Jerusalem
old
985bce-
932bce 89
years
old
1 Ilyas
8 approx. Israel lived in the time
700bce of King Ahab
1 Al Yasa/Elisha
9 preached in Yariha was son of
Ukhtub
2 'Aziz (Ubair or Ezra)
0 about 600 Jerusalem, died at lived in the time
bce Sairabad near Iraq of
Nebuchadnessar
2 Ayyub (Job)
1 96 NE Palestine
years
old
2 Dhul-Kifl (Ezekiel)
2 about 75 lived in Jerusalem,
587bce years emigrated to Babylon
old
2 Yunus (Jonah)
3 Lived/died in Ninevah Son of Mitta
on Tigris in Assyria
2 Zakariya
4 100bce- 120 Palestine patron of
20bce years Maryam Um 'Isa
old
2 Yahya/John the
5 Baptist 0bce Palestine time of Roman
Herod Antipas
2 'Isa/Jesus
6 33bce-1ce 33 Palestine
years
old
2 Muhammad
7 571ce-636ce63 Saudi Arabia
years
old
Enter supporting content here