Khamosh Shehzada, Ruman Urdu
Khamosh Shehzada, Ruman Urdu
.
.
_
.
_
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
,
K Ki it ta ab b P Pa ar rh hn ne e k ki i D Du u a a
Dini Kitab ya Islami Sabak Parhney sey Pehley Zail mein di hoi
Dua Parh Lijiye
Tarjama:
Aey Allah
.
.
.
.
.
.
.
.
_
.
_
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
,
K
K
h
h
a
a
m
m
o
o
s
s
h
h
S
S
h
h
a
a
h
h
z
z
a
a
d
d
a
a
*
Sheytan lakh susuti dilaey magar yeh risla mukammal parh
lijye agar zaban ki ehtiyat ki adat na hoi to dil khof-e-khuda
sey zindah honey ki surat mey
ap ro parein gey
Durood Shareef Ki Fazilat
Rasool-e-Nazeer, Siraj-e-Muneer, Mahbob-e-Rabb-e-Qadeer
Shehzadey ney yakayak chup sadh li. Badshah aur wuzara aur
tamam darbari heran hain key is ko kia ho gaya hey jo bolta
nahi! Sab ney koshish kar dekhi lekin shezada khamosh tha
*
Ya bayan Ameer-e-Ahl-e-Sunnat
ney tableeg Quran-o-Sunnat ki Alamgeer
gher siyasi tahriq Dawat-e-Islami ky Almi Madani Markaz Fazain-e-Madina key ander haftawar
sunnaton bharey Ijtima (9 Jamadi-yul-Akhir 1432h/12-5-2011) mey farmya tha. Tarmem-o-Izafey
key sath tehriran hazir-e-khidmat hey. Majlis Makataba-tul-Madina.
Khamosh Shahzada
2
khamosh hi raha. Khamoshi key bawajod shehzadey key
mamolat mey koi farq nahi aya. Aik din khamosh shezada
apney sathiyon key hamrah parindon ka shikar khelney chala.
Kaman par teer charhaey aik ghanney darakht key nichey
khara us mey parinda talash kar raha tha, itney mey darakht
key paton key jhund key andar sey kisi parindey key bolney ki
awaz aae, bas phir kia tha, us ney foran awaz ki samt ter chala
dia aur dekhtay hi dekhtay aik paranda zakhmi ho kar gira aur
tarapnay laga. Khamosh shezada be akhtiar bol utha: Paranda
jab tak khamosh tha salamat raha magar boltay hi ter ka
nishana ban gya aur afsos! Is key bolnay key sabab main bhi
bol para!
Chup rehnay men sow sukh hen tu tajriba kar lay
Ay Bhai! Zaban par tu laga qufl e Madina
(Wasail-e-Bakhshish Safha. 66)
chouthi (4
th
) hadees-e-pak key teht
farmatay hen: yani agar koi shakhsh 60 sal ebadat karay magar
Khamosh Shahzada
4
zyada batein bhi karay, achi buri baat men tamez na kray is se
ye behtar hey key thori der khamosh rahey kyun key khamoshi
men fikr bhi hoyi, islah-e-nafs bhi, maarif-o-haqaiq men
istighraq bhi, zikr-e-khafi key samundar men ghota lagana bhi,
muraqaba bhi. (Miraat-ul-manajih jild. 2, Safha. 361 Mukhtasaran)
Faltu Gup Shup Kay 4 Larza Khez Nuqsanat
Gup shup karnay waly baat ka batangar bananay walay, balke
fuzul baat chunkey jaiz hey gunah nahen yeh soch kar ya wesay hi
jo fuzul batein kertey hen woh fuzul batoon key mutaalliq Hujjat-
ul-islam Hazrat-e-Sayyiduna Imam Abu Hamid Muhammad Bin
Muhammad Bin Muhammad Ghazali
key taassurat
mulahaza farmain aur apnay ap ko fuzul guftugu key in 4
nuqsanat se darain.
Ap
Para 26 Surah-e-Qaaf
Ayah 18 men irshad Fermata hey:
.
.
.
.
.
Koi baat woh zaban se nahi nikalta key us key pas aik muhafiz
tayyar na betha ho.
(Surah-e-Qaaf, Para 26, Ayat. 18) [Kanz-ul-mn ka Tarjama]
Khamosh Shahzada
5
1. Yeh achi baat nahen key fuzul batoon se bhar por nama-
e-Aamal Allah
farmatay
hen 1 bar main ney bar gah-e-risalat men arz ki: Ya Rasol Allah
farmatay hen: Us baat men koi
bhalai nahen jis se maqsod Allah
ki khushnodi na ho.
Khamosh Shahzada
7
(Hilya-tul-aulya jild. 1, Safha. 71) Hazrat-e-Sayyiduna Imam Sufyan
Sori
ney farmaya: Ebadat ka awwal khamoshi hoti
hey, phir elm hasil karna, us key bad usay yad karna, phir us
par amal karna aur phelana. (Tarekh-e-Baghdad jild. 6, Safha. 6)
Agar jannat darkar hey to
Hazrat-e-Sayyiduna Esa Rooh-Ullah
ki
khidmat-e-ba azamat men loogon ney arz kia: Koi aisa amal
bataiye jis se jannat milay. Irshad farmaya: kabhi bolo mat.
Arz ki: Yeh to nahen ho sakta. Farmaya: achi baat key siwa
zaban se kuch mat nikalo. (Ihya-ul-ulom jild. 3, Safha. 136)
Aksar meray honton pe rahey zikr-e-madin
Allah zaban ka ho ata qufl-e-madina
(Wasail-e-bakhshish Safha. 66)
kufryat nikal
jaen. Chunacheh hujjat-ul-islam Hazrat-e-Sayyiduna Imam
Abu Hamid Muhammad Bin Muhammad Bin Muhammad
Khamosh Shahzada
8
Ghazali
Ihya-ul-Ulom men baz buzurgon ka qowl
naqal kertey hoye farmatay hen: Khamosh rehnay walay
shakhs men 2 khobiyan jama ho jati hen.
1. Us ka den salamat rehta hey aur,
2. Dosray ki baat achi trh smjh leta hey. (Ihya-ul-ulom jild. 3, Safha.
137)
Khamoshi Jahil Ka Parda Hai
Hazrat-e-Sayyiduna Sufyan bin Ouyaina
ney
farmaya:
ney
Hazrat-e-Sayyiduna Malik bin Denar
se farmaya:
Insaan keliye zaban ki hifazat maal ki hifazat se ziyada dushwar
hey. (Itthafus-sadah lil-zubaidi jild. 9, Safha. 144)
Khamosh Shahzada
9
Afsos key apnay maal ki hifazat key muamlay men umoman
har aik hoshyar hota hey, halanke maal zae ho bhi gya to sirf
dunya ka nuqsan hey. Sad karor afsos! Zaban ki hifazat ki soch
nehayat kam reh gai hey, yaqinan zaban ki hifazat na karnay
key sabab dunya key sath sath akhrat ki barbadi ki bhi pura
pura imkan hey.
Bak bak ki yeh aadat na sar-e-hashr phansa day
Allah zaban ka ho ata qufl-e-madina
(Wasail-e-Bakhshish Safha. 66)
se marwi
hey: zyada bolnay se waqar (dabdaba) jata rehta hey. (As-samt li-
abid-duniya jild. 7, Safha.60, Hadis 25)
Khamosh Shahzada
10
Bol Kar Pachtanya Se Na Bol Kar Pachtana Acha
Sach hey, Bol kar pachtanya se Na bol kar pachtana acha aur
Ziyada kha kar pachtanay se kam kha kar pachtana acha key
jo bolta rehta hey woh musibatun mein phansta rehta hey aur
jo ziyada khanay ka adi hota hey woh apna meda tabah kar
bethta, aksar motapay ka shikar ho jata hey. Aur tarah tarahki
bemario n ki zad mein rehta hey agar jawani mein amraz se
qadare bachat ho bhi gye to jawani dhalnay key bad basa auqat
sarapa marz ban jata hey. Ziyada khanay key nuqsanat aur
motapay key elaj waghirah jan-ney keliye Faizan-e-Sunnat jild.
1 key Bab Pait Ka Qufl-e-Madina ka mutala farmaiye.
Gonga Faiday Mein Rehta Hai
Methay Methay Islam Bhaio! Dkha jaye to nabenba faiday mein
rehta hey key gair aurtun ko ghurnay, amradun par lazzat bhari
nigahen dalnay, filnen diramay dekhnay, kisi half pent walay
key khuay ghutnay aur ranen dekhnay waghirah waghirah bad
nighahion key gunahon se bacha rehta hey. Ameer-ul-Mominen
Hazrat-e-Sayyiduna Abu Bakr Siddique
farmatay
hain: kash main gonga hota magar zikr-ullah ki had tak goyaie
(yani bolnay ki salahiyat) hasil hoti. (Mirqat-ul-mafateeh jild. 10,
Safha. 87, Taht- ul-Hadis 5726)
Ihya-ul-Ulum mein hey: Hazrat-e-Sayyiduna Abu Darda
ney aik zaban daraz aurat dekhi to farmaya: Agar yeh gongi
hoti to is key haq mein behtar tha. (Ihya-ul-uloom jild. 3, Safha. 142)
Khamosh Shahzada
11
Ghar Aman Ka Gehwar Kesay Banay!
Piyaray Aqa
kamyabi us key qadam chum lay gi. Kaha jata hey aik chup 100
sukh Isi tarah agar koi bahu apni sas se jhagra karti ho to sas ko
chahye key bilkul jawabi karwie na karay, sirf khamoshi hi
ikhtiyar karay ghar key kisi fard hatta key apnay betay ko bhi
shikayat na karay.
is kahawat: aik chup 100 sukh
key mutabiq sukh chain paye gi. Gi han agar sahih manu mein
Sag-e-Madina key is Madani nuskhai par amal kia gaya to
jald hi sas bahu ki larai khatam ho jaye gi aur
Khamosh Shahzada
12
ghar aman ka gehwara ban jaye ga. Sas bahu key jhagrun key
elaj keliye hikmat bharay madani pholun par mushtamil V.C.D
Ghar Aman Ka Gehwara Kaisay Banay! Maktaba-Tul- Madina se
hasil kijiye ya Dawat-e-Islami ki website: www.dawateislami.net
mulahaza farmaiye.
ka farman-e-ba safa hey:
Jab insaan subah karta hey to us key aaza jhuk kar zaban se
ketay hain: humaray baray mein Allah
yeh kis
keliye hain? Ap
Yani Rasool Allah
key
zikr mein tar rehti thi, loogon se bila zarorat kalam nahen
famatay they. Yeh zikr hey jaiz kalam ka, na jaiz kalam to umar
bhar zaban shareef par aya hi nahen. Jhut, ghebat, chughli,
waghirah sari umar shareef mein aik bar bhi zaban-e-mubarak
par na aye. Huzur
hey:
Yani achi baat kena khamoshi se behtar aur kamosh rehna
buri baat kenay se behtar hey. (Shuab-ul-Iman, Safha. 58, jild. 7,
Hadis 4639)
Hazrat-e-Sayyiduna Ali Bin Usman Hajweri Al-Marof Data
Gunj Bukhsh
Kashf-ul-Mahjob mein farmatay
hain: Kalam (yani bolna) 2 tarah ka hota hey. Aik kalam-e-haq
aur dusra batil, isi tarah khamoshi bhi 2 tarah ki hoti hey:
Ba-maqsad (maslan fikr-e-akhrat ya shari ehkaam par gor-
o-khaoz waghirah keliye) khamoshi (yani chup rehna).
Gahflat bhari (ya
Baghdad Shareef key aik
Muhalay se ghuzartay hoye aik shakhs ko suna woh key
raha tha:
Yani sharmnak umoor
(maslan ganday aur buray muamalat) ka khulay alfaz mein
tazkira karna. (Ihya-ul-Ulum jild. 3, Safha. 151) To woh naojawan jo
shahwat ki tasken ki khatir khah makhah shadion ki khalwaton
Khamosh Shahzada
16
aur parday mein rakhnay ki batoon key qissay chertay hain, naiz
fuhsh yani be-hayai ki batein karnay walay balke sirf sun kar dil
behlanay walay, gandi galiyan zaban par lanay walay, be-
sharmana isharay karnay walay, in ganday isharon se lutf andoz
honay walay, aur Gandi Lazzaton key husul ki khatir filmen
daramen (key in mein umoman be-hayai ki bhar mar hoti hey)
dekhnay walay aik dil hila denay wali riwayat bar bar parhen aur
Khof-e-Khuda Wandi se larzen chunacheh.
Mounh Say Khon aur Pep Beh Raha Ho Ga
Manqol hey key char (4
th
) qism key jahannami key jo kholtay
pani aur aag key ma bain (darmiyan) bhagtay phirtay wail o
suboor (yani halakat) mangtay hon gay, in mein se aik woh
shakhs key is key mounh se khon, pep beh raha ho ga,
jahannami kahen gay: Is bad bakht ko kia hoa key hamari
taklef mein izafa kiye deta hey? kaha jaye ga: Yeh bad bakht
buri aur khabes(yani gandi) baat ki taraf mutawajjeh ho kar us
se lazzat uthata tha jesa key jima ki batoon se. (Itaf-us-Sdat-liz-
Zubayd, pp. 187, vol. 9) gair Auraton ya amradon key baray mein
anay walay ganday waswason par tawajjuh jamanay, jan bojh
kar buray khaialat mein khud ko gumanay aur
, Gandi
Harakat key tasawwur key zariay lazzat uthanay walon ko
bayan karda riwayat se ebrat hasil karni chahiye.
Na waswasay ayen na mujhy ganday khaialat
Day zehn ka aur dil ka khuda qufl-e-madina
(Wasail-e-bakhshish Safha. 66)
Khamosh Shahzada
17
Kuttay ki Shakal Wala
Hazrat-e-Syyiduna Ibrahem Bin Maisara
Farmatay
Hain: Fuhsh kalami (yani be hayai ki batein) karnay wala
qayamat key din kuttay ki shakal mein aye ga. (Itaf-us-Sdat-liz-
Zubayd, Safha. 190, jild. 9)
Jannat Haram hey
Huzur Tajdar-e-Madina, Qarar-e-Qalb-o-Sena, Shhib-e-Muattar
Pasena
farmatay
hey:
Fuzul goi se bachnay walay ko hikmat-o-danaie ata ki jati hey.
Fuzul nigahi (yani bila zarorat idhar udhar dekhnay se
bachnay walay ko khushu-e-qalb (sukon-e-qalbi).
Fuzul taam (yani dat kar khana ya beghair kisi bhok key
sirf lazzat kiliye tarah tarah ki chezen khana) chornay
walay ko ebadat mein lazzat di jati hey.
Khamosh Shahzada
18
Fuzul hansanay walay se bachnay walay ko robj-o-dabdaba
enayat hota hey.
Mazaq maskhari se bachnay walay ko nur-e-Eman naseeb
hota hey.
Mazaq maskhari se bachnay walay ko nur-e-Eman naseeb
hota hey.
Dunya ki mohabbat se bachnay walay ko aakhrat ki
mohabbat di jati hey.
Dosron key aib dhondny se bachnay walay ko apnay aibon
ki islah ki tofique milti hey. (Makhuz az Al-Munabbit, Safha. 89)
Aye Kash Aisa Ho Jaye
Har Islam Bhai aur Behn har Madani maah key pehlay peer
shareef ko is risalay key mutalay ka mamol bana lay
,
apnay qalb mein hairat angaiz tabdeli mehsos farmaien gay.
Madani inaam numbar 45 and 46 key mutabiq amal zaban ki
hifazat ka behtreen zarea hey lihaza fuzul goi sey bachnay ki
adat dalnay keliye zarori guftugu bhi kam sey kam lafazon
mein nimtaye naiz kuch na kuch baat isharay sey aur likh
karnay ki koshish kijiye aur fuzul baat munh sey nikal janay ki
surat mein fauran aik (1
th
) ya teen (3
th
) bar Durood shareef
parhnay ka mamol bana lijiye.
Khamosh Shahzada
19
Aik Sahabi Kay Jannati Honay Ka Raaz
Humaray Methay Methay Aqa, Makki Madani Mustafa
Allah
ki ata sey loogon ko dekh kar hi
pehchan letay they key jannati hey ya jahannami balke anay
walay ki pehlay hi sey khabar ho jati key woh jannati hey ya
dozakhi, chunacheh Allah
ney irshad farmaya: jo shakhsh sa sey pehlay is
darwazay sey dakhil ho ga woh jannati ho ga. Itnay mein
Hazrat-e-Sayyiduna Abdullah Bin Salam
darwazay
sey dakhil hoye, loogon ney in ko mubarak bad detay hoye
daryaft kiya key akhir kis amal key sabab ap ko yeh saadat
mili? Sayyiduna Abd-Ullah Bin Salam
ney farmaya:
Mera Amal thora hi hey aur jis ki main Allah
sey ummed
rakhta hon woh meray senay ki salamati aur be-maqsad
batoon ko chorna hey. (A-amt ma' Maws'a Ibn Abid-Duny, pp. 86,
vol. 7, ad 111)
Is Hadees-e-Pak key alfaz
Khamosh Shahzada
20
Fuzul Batoon Ki Misalen
Methay Methay Islam Bhaio Fuzul Batein agar cheh gunah
nahen ta-ham is mein koi bhalye bhi nahen
!
Hazrat Sayyiduna Abdullah Bin Salam
ko zaban-e-
risalat sey dunya hi mein jannat ki basharat enaayat ho gye!
Ap
agar kahen dehshat gardi ki wardaat ho gye to
bas loogon ko fuzul balkay baz suraton mein gunahon bhari
bahs keliye aik mozue hi hath agaya! Har jaga usi ka tazkira be
sar-o-pa qiyas ariyan, be tukkay tabsiray, atkal sey kisi bhi parti
ya leader waghirah par tohmat laga dena waghirah. Aksar yeh
guftgo fuzul hi nahen, loogon mein khof-o-haras phelanay ka
Khamosh Shahzada
24
baes, afwahen garm honay ka sabab aur hangamay barpa
honay ki waja bhi banti hain, dhamakon aur dehshat gardiyon
ki waridaten sun-ney sunanay mein nafs ko be intiha dilchaspi
hoti hey, basa auqat lab par duaiya alfaz hotay hain magar qalb
ki gahraiyon mein sansani khez khabren sun-ney sunanay key
zariaye hazz (yani maza) uthanay aur lutf andoz honay ka
jazba chupa hota hey, kash! Nafs ki is shararat ko pehchantay
hoye hum dehshat gardiyon aur dhamakon key tazkiron mein
dilchaspi lenay sey baz ajaen. Han mazlomana shahadat panay
walon, zakhmiyon muta-assira musilmaon ki hamdardiyon,
khidmaton aur aman ki duaon sey gurez na kiya jaye key ye
sawab key kam hain bas jab bhi is tarah ki gufgu karnay, sun-
ney ki surat paida ho to apnay dil par gor kar lena chahiye key
niyyat kiya hey? Agar achi niyyat paien to umda aur bohat
umda hey magar aksar is qism ki guftgu ka hasil sansani sey
lutf andozi hi paya jata hey.
Siddique-e-Akbar
Munh Mein Pathar Rakh Letay
Yad rakhiye zaban bhi Allah
qate jannati honay key ba wujod zaban ki aafaton
sey be hadd muhtat raha kertey they chunache Ihya-ul-Ulom
mein hey: Hazrat-e-Sayyiduna Siddique-e-Akbar
apnay munh mein pathar rakh liya kertey they ta key baat
karnay ka maoqa hi na rahey. (Iy-ul-Ulm, Safha. 137, jild. 3)
Khamosh Shahzada
25
Rakh letay they pathar sun Abu Bakr dahan mein
Aye bhai! Zaban par to laga qufl-e-madina
(Wasil-e-Bakhshish, Safha. 66)
kamyabi
ap key qadam chomay gi. Magar koshish istiqamat key sath honi
chahiye.
Aiye! Aik koshish karnay walay ki istiqamat ki hikayat suntay hain,
Hazrat-e-Sayyiduna Artah Bin Mundair
farmatay hain:
aik shakhs 40 sal tak khamosh rahnay ki is tarah mashq karta raha
key apnay munh mein pathar rakhta, yahan tak key khanay ya
penay ya sonay key elawa woh pathar munh sey na nikalta. (A-amt
ma' Maws'a Ibn Abid-Duny, Safhat. 256, jlid. 7, Hadis 438) Yad rakhiye!
Pathar itna chota na ho key halaq sey nechay utar kar kisi bari
mushkil mein dal day naiz rozay ki halat mein munh mein pathar
na rakha jaye key is ki mitti waghirah halaq mein ja sakti hey.
Khamosh Shahzada
26
Guftgu Likh Kar Muhasaba Karnay Walay Tabie Buzurg
Hazrat-e-Sayyiduna Rabie Bin Khusaim
ney
20 sal tak dunayawi baat zazban sey nahen ki, jab subh hoti to
qalam dwat aur kaghaz letay aur din bhar jo boltay usay likh
letay aur sham ko us (us likhai hoye key mutabiq) apna
muhasaba farmatay. (Iy-ul-Ulm, pp. 137, vol. 3)
Bat Cheet Kay Muhasabay Ka Tareqa
Apna muhasaba karnay sey yahan murad yeh hey key apni har
har baat par gor kar key apnay ap sey baz purs karna masalan
fulan baat kyun ki? Us maqam par bolnay ki kiya hajat thi?
Fulan guftgu itnay alfaz mein bhi nimtayi ja sakti thi magar us
mein fulan fulan lafz zaid kyun bolay? Fulan sey jo jumla tum
ney kaha woh shari na tha bal key dil azar tanz tha, us ka dil
bhi dukha ho ga ab chalo toba bhi karo aur us Islam Bhai sey
muafi bhi mango, us baithak mein kyun gai jab key malom
bhi tha key wahan fuzul batein bhi hoti hain aur fulan fulan
baat mein tum ney han mein han kyun milaie thi? Wahan
tumhen gheebat bhi sunni par gye thi bal key tum ney gheebat
sunney mein dilchaspi bhi li thi chalo paki toba aur aisi
baithakon sey dour rehnay ka bhi ahd karo. Is tarah samajh
dar admi apni guftgu bal key roz marra key jumla muamalat
ka muhasaba kar sakta hey. Yon gunah, be ehtiyatiyan, apni
bohat si kamzoriyan aur khamiyan saminay aa sakti hain aur
islah ka saman ho sakta hey. Dawat-e-Islam key madani mahol
mein muhasabay ko Fikr-e-Madina ketay hain aur Dawat-e-
Khamosh Shahzada
27
Islami mein rozana kam az kam 12 minute Fikr-e-Madina
karnay aur is doran Madani Inamat ka risala pur karnay ka
zehn diya jata hey.
Zikr-o-zariya har ghari wird-e-zaban rahey
Meri fuzul goi ki aadat nikal do
(Wasil-e-Bakhshish, Safhat. 164)
Umar Bin Abd-ul-Aziz Phot Phot Kar Roey
Hazrat-e-Sayyiduna Abu Abdullah
farmatay hain
key main ney suna key aik alim sahib Hazrat-e-Sayyiduna
Umar Bin Abdul Aziz
key saminay kehnay lagay:
Khamosh alim bhi bolnay walay alim hi ki tarah hota hey.
Farmaya: main samajhta hon key bolnay wala qayamat key din
chup rehnay walay alim sey afzal ho ga is liye key bolnay walay
ka nafa loogon ko pahunchta hey jab key chup rahnay walay
ko sirf zati faida milta hey. Woh alim sahib bolay: Ya Ameer-
Al-Mominen! Kiya ap bolnay key fitnaon sey na waqif hain?
Hazrat-e-Sayyiduna Umar Bin Abdul Aziz
yeh sun
kar shadeed phot pot kar roye. (A-amt ma' Maws'a Ibn Abid-
Duny, Safha. 345, jild. 7, ad 648)
Allah
Khamosh Shahzada
28
Hikayat Ki Wazahat
Methay Methay Islam Bhaio! Humaray buzurgon ki ehtiyaten
aur Jazba-e-Khof-e-Khuda Marhaba! Albatta is baat mein koi
shak nahen key muhtat ulama-e-deen ka waz-o-nasayehat
farmana, shari ehkaam batana, muballigheen ka sunnaton
bhara bayan karna, neki ki dawat dena, khamoshi key
muqabalay mein afzal taren amal hey. Mager un alim sahib ka
Sayyiduna Umar Bin Abdul Aziz
ki bargah mein ba
taor-e-tanbeh yeh arz karna key kiya ap bolney key fitnon sey
na waqif hain? apni jaga durust tha aur Ameer-ul-mominen
ka Khof-e-khuda
Khamosh Shahzada
31
Be Waqof Be Sochai Bolta Hai
Methay Methay Islam Bhaio! Aql mand pehlay baat ko tolta
hey phir munh se bolta hey aur be-waqof jo kuch ji mein mein
aye bolta jata hey, chahai is ki waja se kitna hi zaleel kyun na
hona paray. Chunacheh Hazrat-e-Sayyiduna Hasan Basari
farmatay hain: loogon mein mashhor tha key
aql mand ki zaban us key dil key pechai hoti hey woh baat
karnay sey pehlay apnay dil sey rujue karta hey yani gor karta
hey key kahon ya na kahon? Agar mufeed hoti hey to kehta hey
warna chup rehta hey. Jab key be-waqof ki zaban us key dil key
aagay hoti hey key idhar yani dil ki taraf rujue karnay ki nobat
hi nahen ati bas jo kuch zaban par aya keh deta hey. (Mulakhas
Tanb-ul-Ghfiln, Safha.115)
Bolnay Say Pehlay Tolnay Ka Tareqa
Piyaray Islam Bhaio! Yad rakhiye! Humaray Methay Methay
Aqa Makki Madani Mustafa
farmatay hain:
Agar aik martaba aya aur yeh key diya key hazar martaba aya
to jhuta hey. (Bahar-e-sharieat vol 3 p 519)
Yeh bhi sochai key main kahen main kisi ki jhuti tareef to
nahen kar raha? Kisi ki ghebat to nahen kar raha? Meri is baat
sey kisi ka dil to nahen dukh jaye ga? Bol kar nadamat key sabab
rujue karnay ya SORRY khenay ki nobat to nahen aye gi?
Thouk kar chatnay yani kahi hoyi baat wapas to nahen leni
paray gi? Kahen apna ya kisi dosray ka raz to fash nahen kar
bethon ga? Bolnay sey pehlay baat ko tolnay mein agar yeh baat
bhi samnay aie key is baat mein na nafa hey na nuqsan aur na hi
sawab hey na gunah, tab bhi ye baat bol denay mein aik tarah ka
nuqsan hi hey kyun key zaban ko is tarah ki fuzul aur be faieda
guftgu keliye zehmat denay ki bajaye agar
keh liya jaye ya zariya shareef parh liya jaye to yaqenan is mein
faieda hi faieda hey aur yeh apnay anmol waqt ka behtreen
istemal hey, aisay azem faieday ka zaie hona bhi lazemaan
nuqsan hi hey.
Zikr-o-zariya har ghari wird-e-zaban rahey
Meri fuzul goi ki aadat nikal do
(Wasil-e-Bakhshish, Safha. 164)
Khamosh Shahzada
33
Chup Rahnay Ka Tareqa
Piyaray Islam Bhaio! Fuzul goi gunah na sahi magar is mein
mehromiyan aur kafi nuqsanat mujud hain lihaza is sey
bachna be had zarori hey. Kash! Kash! Aye kash! Khamoshi ki
aadat dalnay keliye zaban per Qufl-e-Madina laganay ki
saadat mil jati.
Hikayat: Hazrat-e-Sayyiduna Muwarriq Ijli
farmatay hain key aik aisa muamala jisay main 20 sal tak hasil
karnay ki koshish karta raha lekin pa na saka magar phir bhi us
ki talab nahen chori. Pucha gaya: woh aham chez kiya hey?
Farmaya: khamosh rehna. (Az-Zud-lil-Imm Amad, pp. 310, ad
1762) Khamoshi key talab gar ko chahiye key zaban sey karnay
ki bajaye rozana thori bohat batein likh kar ya isharay sey bhi
kar liya Karay
.
Dawat-e-Islami ki taraf sey naik banney key azem nuskhaye
Madani Inamat ka aik madani inaam yeh bhi hey: kiya aj ap
ney zaban ka Qufl-e-Madina lagatay hoye fuzul goi se bachnay
ki adat dalnay keliye kuch na kuch isharay sey aur kam az kam
aur 4 bar likh kar guftgu ki? Khamoshi ki aadat banana ki
koshish key doran aisa bhi ho sakta hey key fuzul goi sey
bachnay ki koshish mein chand roz kamyabi mili magar phir
bolnay ki aadat hasb-e-mamol ho jaye, agar aisa ho bhi to
himat mat hariye, bar bar koshish kijiye jazba sacha hoa to
Dawat-e-Islami key
Madani mahol mein aksar kisi ki pukar par Labbaik kaha jata
hey jo key sunney mein bohat bhala malom hota hey is sey
musilman key dil mein khushi dakhil ho sakti hey. Naiz
Sahaba-e-Karam
ka Shahansha-he-Khair-ul-Anam
key yad farmanay (yani) bulanay per Labbaik
key sath jawab dena ahades mein mazkor hey, is key elawa aik
Wali-Ullah key fiel sey bhi is ka subut milta hey.
Chunacheh karoron Hambliyon key azeem peshawa Hazrat-e-
Sayyiduna Imam Ahmad Bin Hambal
sey masala
puchnay key liye unhen jab koi apni taraf mutawajjeh karta to
aksar Labbaik farmatay (Manqib Imm Amad Bin anbal lil-Jawz,
Safha. 298) masnon duaon ki mashhor kitab Hisn-e-Hasen
mein hey: Jab koi shakhs tujhai bulaye to jawab mein keh:
Labbaik (Hisn-e-Hasen Safha. 104)
Khamosh Shahzada
36
Khamoshi Ki Barakat Ki 3 Madani Baharen
Khamoshi Ki Barkat Say Dedar-e-Mustafa Aik Islam Behnein
ki tehreer ka lubb-e-lubab hey: Dawat-e-Islami key ishaati
aidaray Maktaba-tul-Madina ki janib sey jari karda khamoshi
ki ahmiyyat per mabni sunnaton bharay bayan ki cassette sun
kar main ney zaban key Qufl-e-Madina ki tarkeb shuru ki
yani khamoshi ki aadat dalnay ka silsila kiya, 3 hi din mein
mujhy andaza ho gaya key pehlay main kis qadar faltu batein
kiya karti thi!
cassette
mein bayan karda waqia mujhy khwab mein dikhaie denay
laga! jang ka naqsha tha, Sarkar-e-Madina
dushman ki jasusi keliye Hazrat-e-Sayyidun Huzaifa
ko rawana kertey hain, woh kuffar key khaimon key pas
pahunchtay hain to unhen kuffar key sardar Hazrat-e-Abu
Sufyan (jo abhi musilman nahen hoye they) kharay nazar atay
hain, maoqa ghanemat jantay hoye sayyiduna huzaifa
Kaman per teer charha letay hain key unhen Sarkar-e-Do
Aalam
ki Khidmat-e-Ba
Barakat mein karkardgi pesh kertey hain.
mujhy is
Khamosh Shahzada
37
khwab mein Sarkar-e-Madina
Aur 2 Sahaba-e-
Kiram
ki khoub wazih taor per ziyarat naseeb hoyi,
baqi sab manazir dhundlay nazar aa rahey they. Mazed likha
hey:
ka bohat bara
kar am ho gaya, bas meri tamanna hey key kabhi bhi meri zabn
sey koi faltu lafz na niklay. Ap dua kijiye key main apni is
koshish mein kamyab ho jaon.
Khasusan Islam behnon ko is khush naseeb Islam behn per
rashk aa raha ho ga. Kisi Islam bahin ka khamoshi ikhtiyar
karna waqiei bohat bari baat hey kyun key mardon key
muqabalay mein umoman aoraten ziyada bolti hain.
Allah zaban ka ho ata Qufl-e-Madina
Main kash! Zaban per lon laga Qufl-e-Madina
(Wasil-e-Bakhshish, Safha. 164)
ko jo maktoob bheja us
ka lubb-e-lubab hey key Dawat-e-Islami key sunnaton bharay
ijtimae mein khamoshi key mutaalliq sunnaton bhara bayan
sunney sey pehlay Madani mahol sey wabasta honay key ba
Khamosh Shahzada
38
wajod main bohat fuzul go tha, zariya shareef ki koi khas kasrat
na thi. Jab sey chup rehnay ki koshish surue ki hey, rozana aik
hazar bar durood shareef parhana naseb ho raha hey.
Warna mera anmol waqt idhar udhar ki fuzul behson mein
barbad ho jata tha. 12 din mein parhai hoye 12 hazar durood
shareef ka sawab ap ko tohfatan pesh (yani esal-e-sawaba) karta
hon. Mazed arz hey key meray batoni mizaj key baes honay
wali kaj bahsi (yani ulti sedhi batoon) ki nuhosat sey humaray
zaili halqay mein Dawat-e-Islami key madani kamon ko bhi
nuqsan pahunch jata tha. Pichlay dinon sey humaray halqay
mein apas ka ikhtilaf nimtanay keliye Madani mashwara hoa,
hayrat balaye hayrat key meri khamoshi key sabab
Sara jhagra ba aasani khatm ho gaya. Humaray nigran-e-pak
ney khushi ka izhar kertey hoye mujh sey be takallufi mein kuch
is tarah farmaya: Mujhy bohat dar lag raha tha key shayed ap
bahs shuru Karen gay aur baat ka batangar ban jaye ga lekin ap
key khamoshi apnanay ki neymat ney humein rahat bakhshi.
Dar asl baat yeh hey key is sey qabl mujh na laiq ki fuzul bahs
aur bak bak ki aadat key sabab Madani Mashwaray waghirah
ka mahol kharab ho jaya karta tha.
Madani Kamon Keliye Madani Hathyar
Methay Methay Islam Bhaio! Dekha ap ney? Fuzul batoon sey
bachna madana kamon keliye kis qadar mufeed hey. Lihaza jo
sunnaton ka muballigh hey usay to har hal mein sanjeda aur
Khamosh Shahzada
39
kam go hona chahiye. Jo barr-bariya, batoni, dosron ki baat
katnay wala, bar bar bech mein bol parnay wala, baat baat par
behs-o-takrar karnay aur bal ki khal utarnay wala ho us ki
waja sey deen key kam ko nuqsan pahunchnay ka sakht
andesha rehta hey, kyun key khamoshi jo key shaytaan ko mar
bhaganay ka Madani hathyar hey is sey yeh bad naseeb
mahrom hey. Hazrat-e-Sayyiduna Abu Zar Ghiffari
ko wasiyyat kertey hoye Tajdar-e-Risalat Mustaf Jan-e-Rahmat
ney farmaya: Khamoshi ki kasrat ko lazim kar
lo key is sey shaytan dafa ho ga aur tumhen deen key kamon
mein madad milay gi. (Shuab-ul-mn, Safha. 242, jild. 4, ad 4942)
Allah is sey pehlay Emaan pe maot day day
Nuqsan meray sabab sey ho Sunnat-e-Nabi ka
(Wasil-e-Bakhshish, Safha. 108)
! Is ka
mujhy be-had faieda pahunch raha hey, meray abul fuzool
honay ki waja sey ghar key afrad mujh sey bad zann they jagar
jab sey mein ney chup rehna shuru kiya hey, ghar mein meri
position ban gye hey aur khususan meri piyari piyari maan jo
key mujh sey khob be zar raha karti thein ab be-had khush ho
gye hain, chun key pehlay main bohat baki tha lihaza meri achi
batein bhi be asar ho jaya karti thein magar ab main ammi jaan
ko jab koi sunnat waghirah batata hon to woh na sirf dilchaspi
sey sunti hain bal key amal karnay ki bhi koshish karti hain.
Barhta hey khamoshi sey waqar aye meray piyaray
Aye bhai! Zaban per to laga Quflj-e-Madina
(Wasil-e-Bakhshish, Sufha. 108)
madani nataij bar amad hon gay.
11. Ghar mein kitni hi dant paray bal key mar bhi paray, sabr
sabr aur sabr kijiye. Agar ap zaban chalaen gay to Madani
Mahol banney ki koi ummed nahen bal key mazed bigar
paida ho sakta hey key be ja sakhti karnay sey basa auqat
shaitan loogon ko ziddi bana deta hey.
12. Madani mahol bananay ka aik behtren zariya yeh bhi hey
key ghar mein rozana Faizan-e-Sunnat ka dars zaror zaror
zaror dijiye ya suniye.
13. Apnay ghar walon ki dunya-o-akhirat ki behtri kiliye dil
sozi key sath dua bhi kertey rahiye key Farman-e-Mustafa
hey:
.
.
.
.
.
.
.
.
_
.
.
.
.
.
*
(
.
.
.
.
,
.
.
s
.
.
*
*
Tarajuma Kanz ul Emaan Aye humarey Rab humein de humari bibiyon aur aulaad se ankhoon ki
thandak aur humein perhaizgaaron ka peshwa bana. (Safha 19, Al-furqaan, Ayat 73)
Khamosh Shahzada
44
(Awwal, akhir, aik martaba Durood Shareef) yad rahey!
Bara ho to sotay sotay sirhanay wazifa parhanay mein us
key jagnay ka andesha hey jab key us ki neend gehri na ho,
yeh pata chalna mushkil hey key sirf ankhen band hain ya
so raha hey lihaza jahan fitnay ka khaof ho wahan yeh
amal na kiya jaye khas kar bivi apnay shohar per yeh amal
na karay.
17. Naiz na farman aulad ko farman bardar bananay keliye ta
husol-e-murad namaz-e-fajr key bad asman ki taraf rukh
kar key
ki
rehmat sey ghar mein madani inqilab barpa ho jaye ga.
19. Pabandi sey har maah kam az kam 3 din key madani
qafilay mein aashiqan-e-rasol key sath sunnaton bhara
safar kar key ghar walon keliye dua kijiye. Madani qafilay
mein safar ki barakat sey bhi gharon mein madani mahol
banney ki Madani Baharen sunney ko milti hain.
*
Tarajuma Kanz ul Emaan: bulkay woh kamala sharf wala quran hail ooh-e-mehfooz (Safha 3, Al-
Buruj, Ayat 21-22)
Khamosh Shahzada
45
Methay Methay Islami Bhaio! Bayan ko ikhtitam ki taraf latay
hoye sunnat ki fazilat aur chand sunnaten aur adaab bayan
karnay ki saadat hasil karta hon. Tajdar-e-Risalat, Shehnshah-
e-Nubuwwat, Mustafa Jan-e-Rehmat, Shame-Bazm-e-Hidayat,
Naosha-e-Bazm-e-jannat
ka farman-e-jannat
nishan hey:
Jis ney meri sunnat sey mohabbat ki us ney mujh sey
mohabbat ki aur jis ney mujh sey mohabbat ki woh jannat
mein meray sath ho ga. (Ibn Askir, Safha. 343, jild. 9)
Sena teri sunnat ka madina banay aqa
Jannat mein parosi mujhy tum apna banana
mulahaza hon:
1. Do rakat miswak kar key parhan beghair miswak ki 70
rakaton sey afzal hey. (Attarghb Wattarb, Safha. 102, jild. 1,
Hadis 18)
2. Miswak ka istemal lazim kar lo kyun key is mein munh ki
safaie aur Rabb ki Riza ka sabab hey (Attarghb Wattarb,
Safha. 102, jild. 1, Hadis 18)
Khamosh Shahzada
46
3. Dawat-e-Islam key ishaati aidaray Maktaba-tul-Madina ki
matbua bhar-e-shari-at jild awwal page 288 per sadr-us-
sharia badr-ut-tareqa Hazrat-e-Allama maolana mufti
Muhammad Amjad Ali Aazami
likhtay
hain, mashaikh-e-kiram farmatay hain: Jo shakhs miswak
ka aadi ho martay waqt usay kalima parhna naseb ho ga aur
jo ufyon khata ho martay waqt usay kalima naseb na ho ga.
4. Hazrat-e-Sayyiduna Ibn-e-Abbas
sey riwayat
hey key miswak mein 10 khobiyan hain: Munh saf karti
hey, masorhaye ko mazbot banati hey, benaie barhati,
balgham dour karti hey, munh ki bad bu dour karti,
sunnat key muwafiq hey, firishtay khush hotay hain, Rabb
razi hota hey, naki barhati aur meda durust karti hey.
(Jam-ul-Jawm lis-Suy, Safha. 249, jild. 5, Hadis 14867)
5. Hazrat-e-Sayyiduna Abd-ul-Wahhab shaarani
naql kertey hain: Aik bar Hazrat-e-Sayyiduna Abu Bakr
Shibli Baghdadi
ko wuzu key waqt miswak
ki zarorat hoyi, talash ki magar na mili, lihaza aik deenar
(yani aik sonay ki asharfi) mein miswak khared kar
istemal farmyi. Baz loogon ney kaha: yeh to ap ney bohat
kharch kar dala! Kahen itni mehngi bhi miswak li jati hey?
Farmaya: Be shak yeh dunya aur is ki tamam cheezen Allah
ney mujh
sey puch liya to kiya jawab don ga key: tu ney meray piyaray
Khamosh Shahzada
47
Habib ki sunnat (miswak) kyun tark ki? Jo mal-o-daolat main
ney tujhay diya tha us ki haqiqat to (meray nizdek) machar
key par key barabar bhi nahen thi, to akhir aisi haqeer dolat is
azem nemat (miswak) ko hasil karnay per kyun kharch
nahen ki? (Mulakhasan Lawqa-ul-Anwr, Safha. 38)
6. Sayyiduna Imam Shafai
farmatay hain: 4
chezen aql barhati hain: Fuzul batoon sey parhez, miswak
ka istemal, sulaha yani naik loogon ki suhbat aur apnay
ilm per amal karna. (Iy-ul-Ulm, Safha. 27, jild. 3)
7. Miswak pelou ya zaiton ya neem waghirah karwi lakri ki
ho.
8. Miswak ki motaie chungliya yani choti ungli key barabar ho.
9. Miswak aik balisht sey ziyada lambi na ho warna us per
shaytaan baithta hey.
10. Is key reshai narm hon key sakht reshai danton aur
masorhon key darmiyan khala (khala) ka bais bantay
hain.
11. Miswak taza ho to khoub (yani behtar) warna kuch der
pani key glass mein bhigo kar narm kar lijiye.
12. Munasib hey key is key reshai rozana kattay rahiye key
reshai us waqt tak kar amad rehtay hain jab tak un mein
talkhi baqi rahey.
Khamosh Shahzada
48
13. Danton ki chaorhayi mein miswak kijiye.
14. Jab bhi miswak karni ho kam az kam 3 bar kijiye.
15. Har bar dho lijiye.
16. Miswak sedhai hath mein is tarah lijiye key chungliya
choti ungli us key nechay aur bech ki 3 ungliyan uper aur
angoutha siray per ho.
17. Pehlay sedhi taraf key uper key danton per phir ulti taraf
key ouper key danton per phir sedhi taraf nechay phir ulti
taraf nechay miswak kijiye.
18. Muthi bandh kar miswak karnay sey bawaser ho janay ka
andesha hey.
19. Miswak wuzu ki sunnat-e-qabliya hey albata sunnat-e-
muakkada usi waqt hey jab key munh mein bad bu ho.
(Safhat. 623, jild. 1)
20. Miswak jab na qabil-e-istemal ho jaye to phaink mat
dijiye key yeh aala-e-ada-e-sunnat hey, kisi jaga ehtiyat
sey rakha dijiye ya dafan kar dijiye ya pathar waghirah
wazan bandh kar samundar mein dabu dijiye.
(Tafseli malomat keliye maktaba-tul-madina ki matbua bahar-
e-shariat vol 1 page 294 ta 295 ka mutalaa farma lijiye)
Khamosh Shahzada
49
Hazaron Sunnaten Sekhnay keliye Maktab-tul-Madina ki
Matbua do Kutub 312 safhat per mushtamil kitab bahar-e-
shariat hissa 16 aur, 120 safhat ki kitab sunnaten aur aadab
hadiyyatan hasil kijiye aur parhiye. Sunnaton ki tarbiyyat ka
aik behtaren zariea Dawat-e-Islami key madani qafilon mein
aashiqn-e-Rasol key sath sunnaton bhara safar bhi hey.
Lotnay rahmaten qafilay mein chalo
Sekhnay sunnaten qafilay mein chalo
Hon gi hal mushkilen qafilay mein chalo
Khatm hon shamaten qafilay mein chalo
Yeh Risala Parh Kar Dosrey Ko De Dijiye
Shaadi gami ki takribaat, ijtimaat, aaraas juloos-e-milad waghira mein
Maktabat-ul-Madina key shae karda rasail aur madani phoolon par
mushtamil pamphlets taqsim kar key sawab kamaiye, gahakaun ko ba
niyyate sawab tohfe mein dene key liye apni dukanaun par bhi rasail
rakhne ka maamul banaiye, akhbar faroshaun ya bachhchon key zariye
apni mahal-le key ghar ghar mein mahana kam az kam aik adad
sunntaun bhara risala ya Madani phoolon ka pamphlet puhucha kar neki
ki dawat ki dhoome machaiye aur khoob sawab kamaiye.
Aek Chup So Sukh
50
Makhiz-o-Maraje
Matbua Kitab Matbua Kitab
Maktaba-tul-
Madina,
Karachi
Tarjama Kanzul
Eman
Maktaba-tul-
Madina, Karachi
Quran-e-Pak
Darul Fikar,
Beroot
Sunan-e-Tirmizi
Darul Kutub-ul-
Elmiyyah, Beroot
Sahi Bukhari
Darul Kutub-
ul-Elmiyyah,
Beroot
Al Sunan-ul-
Kubra
Darul Fikar,
Beroot
Masnad-e-Emam
Ahmed
Darul Kutub-
ul-Elmiyyah,
Beroot
Shubol Eman
Darul Muarfa,
Beroot
Al Mustadrak
Darul Kutub-
ul-Elmiyyah,
Beroot
Jamul Jawame
Darul Kutub-ul-
Elmiyyah, Beroot
Al Firdos Bima
Sorul Khitab
Darul Kutub-
ul-Elmiyyah,
Beroot
Sharh-u-Sunnah
Al Maktaba-tul-
Asriyyah, Beroot
Al Samtu Ma
Mau-suatu Ibne
Abi Dunya
Dar-e-Ibne
Khuldon,
Beroot
Manakib Ahmed
Bin Hambal
Al Maktaba-tul-
Asriyyah, Beroot
Hisn-e-Haseen
Zia-ul-Quran
Pablication,
Lahore
Mira-tul-Manajeh
Darul Fikar,
Beroot
Mirqa-tul-
Mafateeh
Dar-e-Sadir,
Beroot
Ihya Uloom
Darul Kutub-ul-
Elmiyyah, Beroot
Ithaf-u-Sadah
Khamosh Shahzada
51
Muas-
sasturayyan,
Beroot
Al Qaulul Badee
Darul Fikar,
Beroot
Mustatraf
Darul Kutub-
ul-Elmiyyah,
Beroot
Minhajul
Aabideen
Darul Kutub-ul-
Arabi, Beroot
Tambihul
Ghafileen
Darul Fikar,
Beroot
Tareekh-e-
Dimishk
Darul Kutub-ul-
Elmiyyah, Beroot
Tareekh-e-
Baghdad
Peshawar Al Munbahat
Nawa-e-Waqt
Printers, Lahore
Kashaful Mahjoob
Raza
Foundation,
Lahore
Fatawa Rizviyah
Dar-e-Ahya-e-
Taras-ul-Arabi,
Beroot
Lawaqih-ul-
Anwar
Maktaba-tul-
Madina,
Karachi
Wasail-e-
Bakhshish
Maktaba-tul-
Madina, Karachi
Bahar-e-Shariat