Qaza-e-Umri-Namaaz Chart
Qaza-e-Umri-Namaaz Chart
Year :
Qaza namaaz
Namaaz bahot ahem
ibaadat hai, is ko muqarar
waqt par padhna zaroori
hai, bagair kisi majboori ke
namaaz qaza karna
kabeera gunaah hai. Tauba
karne se gunaah maaf ho
jaata hai, lekin is ne jo
namaaz chod di thi woh
maaf nahi hoti, in ki qaza
laazim hoti hai. Hadees
Shareef mein hai : jo
shakhs kisi namaaz ko
bhool jaaye ya neend ki
wajah se namaaz ada na
kar paaye toh is ki talaafi
yahi hai ke jab yaad aa
jaaye namaaz padh le.
[Muslim : 1600, Anas ]
1
laazim hai. Teen makruh
auqaat (tulu-e aaftaab
(sunrise), zawaal-e-
aaftaab (midday) aur
guroob-e-aaftaab (sunset)
ke alaawa kisi bhi waqt
qaza namaaz padh sakte
hain.[Shaami : 5/312]
Qaza namaaz
padhne ka tareeqa
Qaza namaaz padhne ka
tareeqa wahi hai jo ada
namaaz padhne ka hai, sirf
niyyat ka thoda sa farq hai
ke jo namaaz qaza ho gayi
ho us ka waqt aur din
muta‘aiyyan kar ke niyyat
kare ke main falaan din ki,
falaan waqt ki namaaz
padh raha hu, maslan is
tarah niyyat kare ke main
guzishta kal ya itwaar ke
din ki fajr ki namaaz qaza
karta
2
hoon. Niyyat karne ke
baad jis tarah ada namaaz
padhi jaati hai usi tarah
qaza namaaz bhi padhe.
[Shaami : 5/344]
3
Masla: Agar kisi be
namaazi ne tauba kar li
aur namaaz paabandi se
padhne laga toh us ke liye
zaroori hai ke us ki jitni
namaazein qaza huvi hain
un ka andaaza laga kar
likh le aur rozaana kuch na
kuch qaza namaazein waqt
nikaal kar padhta rahe,
qaza namaazon ko ada
karne ki aasaan soorat yeh
hai ke har farz namaaz se
pehle ya baad mein ek do
waqt ki qaza namaaz padh
le.
[Al Bahrur Raaiq: 2/86]
4
JANUARY FEBRUARY
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30
31
5
MARCH APRIL
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30 30
31
6
MAY JUNE
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30 30
31
7
JULY AUGUST
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30 30
31 31
8
SEPTEMBER OCTOBER
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30 30
31
9
NOVEMBER DECEMBER
Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr Date Fajr Zuhr Asr Magrib Isha Witr
1 1
2 2
3 3
4 4
5 5
6 6
7 7
8 8
9 9
10 10
11 11
12 12
13 13
14 14
15 15
16 16
17 17
18 18
19 19
20 20
21 21
22 22
23 23
24 24
25 25
26 26
27 27
28 28
29 29
30 30
31
10
Gusl ke Faraaiz
Gusl mein 3 farz hain :
1 Munh bhar kar
kulli karna.
2 Naak mein paani
daalna.
3 Poore badan par
is tarah paani
bahaana ke ek baal
baraabar bhi koi
jaga sookhi na
rahe.
Wuzu ke Faraaiz
Wuzu mein 4 farz hain:
1 Peshaani ke baalon
se thodi (chin) ke
neeche tak aur ek
kaan ki lau se
doosre kaan ki lau
tak poora chehra
dhona.
11
2 Donon haathon ko
kohniyon samet
dhona.
3 Chauthaai (1/4) sar
ka masah karna.
4 Donon paaon
ta k h n o n s a m e t
dhona.
Namaaz ke sharaait
Namaaz ke baahar
s a a t fa ra a i z h a i n ,
jinhein “Sharaait”
kehte hain.
1 Badan ka paak
hona.
2 Kapdon ka paak
hona.
3 Jaga ka paak hona.
4 Satar ka chhupaana.
5 Namaaz ka waqt
hona.
12
6 Qible ki taraf rukh
karna.
7 Niyyat karna.
Namaaz ke arkaan
Namaaz ke andar 6
faraaiz hain, jinhein
"Arkaan" kehte hain.
1 Takbeer-e-
Tahreema (Allah
akbar) kehna.
2 Qayaam karna
yaani seedha
khada hona.
3 Qiraat karna
(Quraan-e-Majeed
padhna).
4 Ruku karna.
5 Donon sajde
karna.
6 Qaada-e-akheera
mein tashahhud ki
miqdaar baithna.
13
Hidaayaat
Rozaana farz
Namaaz ke saath
ek namaaz qaza
bhi karte rahein
aur diye gaye
khanon mein
nishaan bhi lagaain.